Paas
aaye
Dooriyaan
phir bhi kam naa hui
Ek
adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan
ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa
mile jaa mile
Ishq
saccha wahi
Jisko
milti nahi manzilein manzilein
Rang
thhe, noor tha
Jab
kareeb tu tha
Ek
jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt
ki ret pe kuch mere naam sa
Likh
ke chhod gaya tu kahaan
Hamari
adhuri kahani
Hamari
adhuri kahani
Khushbuon
se teri yunhi takra gaye
Chalte
chalte dekho na hum kahaan aa gaye
Jannatein
agar yahin
Tu
dikhe kyon nahin
Chaand
suraj sabhi hai yahaan
Intezar
tera sadiyon se kar raha
Pyaasi
baithi hai kab se yahaan
Humari
adhoori kahaani
Humari
adhoori kahaani
Pyaas
ka ye safar khatam ho jayega
Kuch
adhura sa jo tha poora ho jayega
Jhuk
gaya aasmaan
Mill
gaye do jahaan
Har
taraf hai milan ka samaa
Doliya
hain saji, khushbuein har kahin
Padhne
aaya Khuda khud yahaan
Hamari
adhuri kahani
Hamari
adhuri kahani
No comments:
Post a Comment